Kya Cheez Ghame Ishq Ki Deewana Washi Hai Lyrics
kya chij game ishq ki diwana washi hai
  kya chij game ishq ki diwana washi hai
  rona hai to rona hai rona hai to rona hai
  hansi hai to hansi hai
  rona hai to rona hai hansi hai to hansi hai
  kya chij game ishq ki
  kya chij game ishq ki diwana washi hai
  rona hai to rona hai hansi hai to hansi hai
  rona hai to rona hai 
  
  har chand ke takrare nazar beadbi hai
  par kijiye kya ishq ki
  par kijiye kya ishq ki fitrat hi yahi hai
  ye nasha bhi kya nasha hai kahte hai jise husn
  jab dekhiye kuch nind si
  jab dekhiye kuch nind si aankho me bhari hai
  
  jab dekhiye kuch nind si aankho me bhari hai
  bujhti hi nahi ab kisi sagar se meri pyas
  shayad mera maksad hi meri
  shayad mera maksad hi meri tasnalagi hai