Ae Naujawan Hai Sub Kuch Yahan, Jo Chahe Le Le Khushi Se Lyrics
ae naujawan hai sab kuch yaha ae naujawan hai sab kuch yaha jo chahe le le khushi se tune kaha dekha jaha tobba na kar tu abhi se aa ab jaam pee peele pee le pee le har rang me tu jee le jee le jee le husn yaha ishq yahaa husn yaha ishq yahaa aankhe chura mat kisi se ae naujawan hai sab kuch yaha jo chahe le le khushi se tune kaha dekha jaha tobba na kar tu abhi se aa pehlu me aa ja aaja aaja dil se mere na ja naja naja sare usi kagaz ke phul sare usi kagaz ke phul kya payega berukhi se ae naujawan hai sab kuch yaha jo chahe le le khushi se tune kaha dekha jaha tobba na kar tu abhi se