Bheegi Bheegi Shaam Ne Jadu Kiya Lyrics
bhigi bhigi shaam ne jaadu kiya sajna bhigi bhigi shaam ne jaadu kiya sajna ujale andhero ne dil le liyaa sajna tauba meri, tauba meri sinduri maang ne jaadu kiya sajani sinduri maang ne jaadu kiya sajani bindiya ne teri mera dil le diya sajani tauba meri, tauba meri tauba meri, tauba meri unche parvato pe hain teri dhup ka aanchal unche parvato pe hain teri dhup ka aanchal mausam ye bahaaro ka, kar na de hame paagal pahale to kabhi aisa na huaa mere saathiya ye aaj hame kya hone laga beliyaa tauba meri, tauba meri tauba meri, tauba meri teri hi nigaaho ka ye kasur saara hain teri hi nigaaho ka ye kasur saara hain gul to gul hain mausam ko, tune hi sanwaara hain teri julf hain kya jaisi kaali ghata mere saathiya tu hi neel kawal, tu hi jaane gajal beliyaa tauba meri, tauba meri tauba meri, tauba meri bhigi bhigi shaam ne jaadu kiya sajna ujale andhero ne dil le liyaa sajna tauba meri, tauba meri sinduri maang ne jaadu kiya sajani bindiya ne teri mera dil le diya sajani tauba meri, tauba meri tauba meri, tauba meri