Apni Bhi Zindagi Mein Lyrics
apni bhi zindagi me khushiyon ka pal aayega

  dhundhenge to mil jayega dhundhenge to mil jayega 

  ache bure din sathi aate rahenge
  kabhi hasaate kabhi rulate rahenge
  ha kabhi hasate kabhi rulate rahenge
  ache bure din sathi aate rahenge
  kabhi hasate kabhi rulate rahenge
  bas yahi baat yaad rakhana o bas yahi baat yaad rakhana
  apni bhi zindagi me khushiyon ka pal aayega
  dhundenge to mil jayega dhundenge to mil jayega 

  pyar kiya hai tujhse pyar karenge
  tere saath jeena tere saath marenge
  ha tere saath jeena tere saath marenge
  pyar kiya hai tujhse pyar karenge
  tere saath jeena tere saath marenge
  bas yahi baat yaad rakhna bas yahi baat yaad rakhna
  apni bhi zindagi me khushiyon ka pal aayega
  dhundhenge to mil jayega dhundhenge to mil jayega 
  dhundhenge to mil jayega dhundhenge to mil jayega 
  
  aisa phool bagon me khila kabhi na
  jise dard kaaton ka mila kabhi na
  ha jise dard kaaton ka mila kabhi na
  kesa phool bagon me khila kabhi na