Kis Mausam Me Ya Rab Toone Ye Dil Toda Lyrics
kis mausam me kis mausam me kis mausam me 
  ya rab tune ye dil toda kis mausam me
  ya rab tune ye dil toda kis mausam me
  
  mat pucho kya soch raha hu
  khud me khud ko dhund raha hu
  chehra roshan dil hai bujha sa
  lagta hu mai khud se juda sa
  charo taraf hai jinme andhera
  charo taraf hai jinme andhera
  un raho se rishta joda kis mausam me
  ya rab tune ye dil toda kis mausam me
  
  becharo ki kismat kya hai
  gum ke alawa daulat kya hai
  becharo ki kismat kya hai
  gum ke alawa daulat kya hai
  dil me hai phulo ki hasrat
  kandho par hai gum ka parwat
  jinme fiza aur sukhe patte
  jinme fiza aur sukhe patte
  un raho par lakar choda kis mausam me
  ya rab tune ye dil toda kis mausam me
  kis mausam me
                            
                            
                        