Jawaan Jawaan Fijaayein Hai Lyrics

jawaan jawaan fizaayein hai bada haseen safar jawaan jawaan fizaayein hai bada haseen safa kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar jawaan jawaan fizaayein hai bada haseen safar kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar tere mere intzaar ke aa gaye hai din bahaar ke tere mere intzaar ke aa gaye hai din bahaar ke meri dilruba paas aa zara waqt hai yahin to pyaar ke dhuaan dhuaan ghataaye hai suhaani hai umar kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar aaya hai mausam phulon ka chhaaya hai mausam jhulon ka aaya hai mausam phulon ka chhaaya hai mausam jhulon ka na chura labon ki ye hasee chhod bhi de tu yeh berukhi na chura labon ki ye hasee chhod bhi de tu yeh berukhi tu jo kehde haan meri jaaneja tujhpe main luta du jindagi khili khili hawaaye hai mila zara nazar kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar jawaan jawaan fijaayein hai bada haseen safar kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar