Mere Ghulam Tera Qatle Aam Lyrics
mere gulam tera qatle aam karu kya mai bata
  sar ko jhuka ke mujhe kar salam tune ki hai khata
  kaid karu aazad karu ya tujhko barbad karu

  mai kon hu kya chiz hu tujhko nahi hai pata

  jism pe jakham lagaungi or tujhe tadapaungi
  tujhpe taras nahi khaungi dunia se tujhko mitaungi
  jite ji mujhe na bhul payega
  mujhse kabhi na takrayega
  mera kare tu samna hai teri okat kya