Na Kajare Ki Dhar (Part - 1) Lyrics
?tasveer teri nainan me 
  teri yaade rah gai man me 
  jab tu hi bichhad gai to 
  kya raha mere jivan me 
  ye jivan tuta darpan 
  ye jivan tuta darpan 
  fir bhi na tuta pyar 
  na kajre ki dhar 
  na motiyo ke haar
  na koi kiya singar
  fir bhi kitni sundar ho
  tum kinti sundar ho
                            
                            
                        