Main Naar Se Pee Raha Hun Lyrics
ye inaayate gazab ki ye bala ki meharbani ye inaayate gazab ki ye bala ki meharbani meri khair ye bhi puchhi kisi aur ki jubani kabhi iltifaate paiham kabhi iltifaate paiham kabhi mujhse badgumani teri wo bhi meherbaani teri ye bhi meherbaani guzar to jayegi guzar to jayegi tere baigar bhi lekin bhut udaas bhut bekraar guzregi main nazar se pee raha hoon ye samaa badal naa jaye main nazar se pee raha hoon ye samaa badal naa jaye naa jhukao tum nigahein kahi raat dhal naa jaye main nazar se pee raha hoon ye samaa badal naa jaye mere ashq bhi hain isme ye sharaab ubal naa jaye mere ashq bhi hain isme ye sharaab ubal naa jaye mera jaam chhune wale tera hath jal naa jaye mera jaam chhune wale tera hath jal naa jaye main nazar se pee raha hoon ye samaa badal naa jaye mere ashq bhi hain isme ye alag baat hai saaki ki mujhe hosh nahi hosh nahi ye alag baat hai saaki ye alag baat hai saaki ki mujhe hosh nahi warna main kuch bhi ahsaan faramosh nahi main teri mast nigahi ka bharam rakh lunga hosh aaya bhi to kah dunga mujhe hosh nahi main nazar se pee raha hoon ye samaa badal naa jaye mere ashk bhi hai isme isme mere ashk bhi hai isme ye sharaab ubal na jaye mera jaam chhune wale tera hath jal na jaye main najar se pee raha hu ye samaa badal na jaye meri zindagi ke maalik mere dil pe hath rakhna meri zindagi zindagi meri zindagi ke malik meri zindagi ke malik mere dil pe hath rakhna tere aane ki khusi me mera dam nikal naa jaye tere aane ki khusi me mera dam nikal naa jaye abhi raat kuch hai baaki naa utha nakaab saaki abhi raat kuch hai baaki abhi raat kuch hai baaki naa utha nakaab saaki tera rind girte girte kahi fir sambhal naa jaye tera rind girte girte kahi fir sambhal naa jaye main nazar se pee raha hoon ye samaa badal naa jaye mujhe phunkne se pahle mera dil nikal lena mujhe phunkne se pahle mera dil nikal lena mujhe phunkne se pahle mera dil nikal lena ye kisi ki hai amanat kahi sath jal naa jaye ye kisi ki hai amanat kahi sath jal naa jaye mujhe phunkne se pahle mujhe phunkne se pahle mujhe phunkne se pahle mera dil nikal lena mujhe phunkne se pahle mera dil nikal lena ye kisi ki hai amanat kahi sath jal naa jaye main nazar se pee raha hoon ye samaa badal naa jaye isi khouf se nasheman naa bna saka mai anwar isi khouf se nasheman nasheman isi khouf se nasheman naa bna saka mai anwar ki nigahe ahle gulshan kahi fir badal naa jaye ki nigahe ahle gulshan kahi fir badal naa jaye main nazar se pee raha hoon ye samaa badal naa jaye naa jhukao tum nigahein kahi raat dhal naa jaye