Sharaabi Lyrics
sharabi naino ka tere zamana deewana tu may hai, main hu tera maikhana sharabi naino ka tere zamana deewana tu may hai, main hu tera maikhana tere gore gulabi gaalo pe qurban jag sara tere gore gulabi gaalo pe qurban jag sara sitam hai uspe, sitam hai uspe tera muskurana jaan-e-jaana tu may hai, main hu tera maikhana sharabi naino ka tere zamana deewana tu may hai, main hu tera maikhana teri ulfat mein jaane log kitne jaan kho baithe teri ulfat mein jaane log kitne jaan kho baithe khuda ke waaste, khuda ke waaste na dil ko mere thukrana tu may hai, main hu tera maikhana sharabi naino ka tere zamana deewana tu may hai, main hu tera maikhana chalo us desh ko jaaye jahan duja koi na ho chalo us desh ko jaaye jahan duja koi na ho aao ek baar to, aao ek baar to na laut ke kabhi jaana tu may hai, main hu tera maikhana sharabi naino ka tere zamana deewana tu may hai, main hu tera maikhana tu may hai, main hu tera maikhana tu may hai, main hu tera maikhana tu may hai, main hu tera maikhana tu may hai, main hu tera maikhana tu may hai, main hu tera maikhana