Baarish Ka Hai Mausam Lyrics
barish ka hai mausam chale thandi hawa 
  kone pe gali ke koi hai khada 
  haan maine car roki kaha mausam bura 
  boli Wo sharam se nahi shukriya 
  haan Abhi kuch Lamho mein bus aati hi hogi 
  kisi ne jo dekha badnaami hogi 
  barish ka hai mausam chale thandi hawa 
  
  phir ik roz main ik party mein gaya 
  nazar mujhko aayi Wo hi dil ruba 
  haan maine paas jake dheere se kaha 
  hello to Wo boli mujhe kuch kaha 
  main thoda sharam se peechhe hat gaya 
  socha Ishq maange bade Imtihan 
  barish ka hai mausam chale thandi hawa
  
  barish ka hai mausam chale thandi hawa 
  kone pe gali ke koi hai khada 
  haan maine car roki kaha mausam bura 
  boli Wo sharam se nahi shukriya 
  haan Abhi kuch Lamho mein bus aati hi hogi 
  kisi ne jo dekha badnaami hogi 
  barish ka hai mausam chale thandi hawa 
  
  phir ik roz main ik party mein gaya 
  nazar mujhko aayi Wo hi dil ruba 
  haan maine paas jake dheere se kaha 
  hello to Wo boli mujhe kuch kaha 
  main thoda sharam se peechhe hat gaya 
  socha Ishq maange bade Imtihan 
  barish ka hai mausam chale thandi hawa