Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Barati Banake Lyrics

bade bhai ki baraat mein bhai naachate gaate chalate hai aap naachenge nahi kyun nahi laala ji main sirf naachunga nahi gaayunga bhi sarkaar mat puchho jo khushi ke maare aaj hai apna haal aankhon mein chhaayi hai masti behek rahi hai chaal ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banke ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banke aaj duniya hai hamaari aaj duniya hai hamaari chalenge tanke ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake pyaar ke dekho kaise kaise rang aaye hai sehre mein hamne apne armaano ke phul sajaaye sehre mein pyaar ke dekho kaise kaise rang aaye hai sehre mein hamne apane armaano ke phul sajaaye sehre mein dil ke gulshan se haay dil ke gulshan se laaye hai jo chun chunke ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake waha talak khushiya hi khushiya najar jaha tak jaati hai khush kismat logo ko kismat aisa din dikhlaati hai waha talak khushiya hi khushiya najar jaha tak jaati hai khush kismat logo ko kismat aisa din dikhlaati hai isi din ko haay isi din ko gujaare din gin ginake ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake khushi mein dhadkan tej ho gayi tej karo lay baaje ki apni manjil tak aa pahunchi ghodi dulhe raaje ki khushi mein dhadkan tej ho gayi tej karo lay baaje ki apni manjil tak aa pahunchi ghodi dulhe raaje ki ho dil jhume haay dil jhume shehnaayi ki sadaayein sunake ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake aaj duniya hai hamaari chalenge tan ke ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake