Mujh Ko Maaf Karo Lyrics

mujhko maaf karo, kuch insaaf karo mujhko maaf karo, kuch insaaf karo tumse puche bina, maine pyar kiya tumse puche bina, maine pyar kiya mujhko maaf karo, kuch insaaf karo tumse puche bina, maine pyar kiya han tumse puche bina, maine pyar kiya main diwana sahi, mujhko hosh nahi meri bhul to hai, par tera dosh bhi hai ho ha ha maine magar kab inkar kiya la la la la la la tumse puche bina, maine pyar kiya o la la la la la la hum manmeet bane, sur sangeet bane mithe pyar bhare, kitne geet bane ho in geeto ne, badaa bekarar kiya mujhko maaf karo, kuch insaaf karo tumse puche bina, maine pyar kiya o la la la la la la batein char hui, ek afsana bana jab se dekha tumhe, main diwana bana o ye dil naam tere, hai dildaar kiya mujhko maaf karo, kuch insaaf karo mujhko maaf karo, kuch insaaf karo tumse puche bina, maine pyar kiya han tumse puche bina, maine pyar kiya la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la