Sun Sun Sun Barsaat Ki Dhun Lyrics

sun sun sun barsat ki dhun sun sun sun sun barsat ki dhun sun bijli chamki lipat gaye hum badal garza simat gaye hum bijli chamki lipat gaye hum badal garza simat gaye hum ye hai kitna acha sagun sun sun sun barsat ki dhun sun sun sun sun barsat ki dhun sun shola hai shola teri jawani jalta dikhai deta hai pani shola hai shola teri jawani jalta dikhai deta hai pani jitni ye barish badhti rahegi thandak dilo ke padti rahegi aise me tu hari umar ka mitha sa koi sapna bun ye hai kitna acha sagun sun sun sun barsat ki dhun sun sun sun sun barsat ki dhun sun chaya hai aisa mausam ka jadu jismo se aaye phulo ki khusbu chaya hai aisa mausam ka jadu jismo se aaye phulo ki khusbu sanso me sanse ghulne lagi hai sharmili bahe khulne lagi hai bandh ke ghunghru pyar ke hum aao nache chun chun chun ye hai kitna acha sagun sun sun sun barsat ki dhun sun sun sun sun barsat ki dhun sun bijli chamki lipat gaye hum badal garza simat gaye hum bijli chamki lipat gaye hum badal garza simat gaye hum ye hai kitna acha sagun sun sun sun barsat ki dhun sun sun sun sun barsat ki dhun sun