Mujhe Ishq Ho Gayaa Lyrics
ishq ka zikr aasmano par ishq ka naam sab zubano par khel dil kaa hai ye, magar is me khel jaate hain log janon par main jis ki talaash me nikla main jis ki talaash me nikla talash me nikla, talash me nikla talash me main nikla main jis ki talash me nikla main jis ki talash me nikla usko to maine dhundh liya usko to maine dhundh liya dhundh liya, dhundh liya, dhundh liya, dhundh liya usko to maine dhundh liya usko to maine dhundh liya use dhundh ke main khud kho gaya kho gaya kho gaya ishq ho gaya ishq ishq mujhe ishq ho gaya ishq ishq mujhe ishq ho gaya, ishq ho gayaa ishq ishq ishq ishq mujhe ishq ho gaya ishq ishq mujhe ishq ho gaya ishq ishq kafir kaho to kah lo kah lo kafir kaho to kah lo mazhab hai ishq mera, mera mazhab hai ishq mera kafir kaho to kah lo, mazhab hai ishq mera kafir kaho to kah lo, mazhab hai ishq mera kuch bhi kahu juba se matlab hai ishq mera, matlab hai ishq mera na samjho dillagi hai, ke ye dil ki lagi hai ye meri jaan legi, ye sab kuch phunk degi dhua uthne laga hai, ye dam ghutne laga hai ke dil me haule haule, bhadak uthe hain shole bhadak uthe hain shole, bhadak uthe hain shole dekh rahi hai sari duniya dur khadi hairani se dekh rahi hai sari duniya dur khadi hairani se saat samandar har gaye aag bujhi na pani se saat samandar haar gaye ye aag bujhi na pani se ye aag bujhi na pani se ye aag bujhi na pani se ye aag bujhi na pani se mere dil ki nade chali gayi mere dil ki nade chali gayi barasat baras kar chali gayi barasat baras kar chali gayi savan bhi aakar ro gaya mujhe ishq ho gaya ishq ishq mujhe ishq ho gaya ishq ishq mujhe ishq ho gaya ishq ishq janaza uthega ya barat hogi magar aaj unse mulaqat hogi janaza uthega ya barat hogi janaza uthega ya barat hogi magar aaj unse mulaqat hogi magar aaj unse mulaqat hogi bade zor ki pyas jagi hai dil me bade zor ki pyas jagi hai dil me bade zor ki aaj barasat hogi kaha se aa raha hu, kaha main jaa raha hu mujhe is ki khabar kya idhar kyaa hai udhar kyaa mere chit chor se main, bandha hu dor se main jaha bhi jayega vo, mujhe le jayega vo jaha bhi jayega vo, mujhe le jayega vo bhul bhulaiya nain sajan ke mujhko iski khabar nahin bhul bhulaiya nain sajan ke mujhko iski khabar nahin jane ki to hai vapas aane ki koi dagar nahin jane ki to hai vapas aane ki koi dagar nahin aane ki koi dagar nahin aane ki koi dagar nahin na surat uski aayi nazar na surat uski aayi nazar na uski koi aayi khabar na uski koi aayi khabar is prem gali ko jo gaya mujhe ishq ho gaya ishq ishq mujhe ishq ho gaya ishq ishq mujhe ishq ho gaya ishq ho gaya ishq ishq ishq ishq mujhe ishq ho gaya ishq ishq mujhe ishq ho gaya ishq ishq ishq khuda hai, ishq hi rab hai ishq hi to duniya ka sabab hai ishq ho gaya ishq ishq mujhe ishq ho gaya ishq ishq ishq hai jaadu ishq hai khushabu ishq nahin to kya main, kya tu ishq ho gayaa ishq ishq mujhe ishq ho gaya ishq ishq naam hazaron ishq akela ishq binaa hai kaun saa mela ishq ho gaya ishq ishq mujhe ishq ho gayaa ishq ishq ishq siyaa ishq divana ishq ko samajhe kya yah zamana ishq ho gaya ishq ishq mujhe ishq ho gayaa ishq ishq ishq ki baten hain har mehfil me mandir masajid ek hi dil me ishq ho gaya ishq ishq mujhe ishq ho gaya ishq ishq mujhe ishq ho gaya ishq ishq mujhe ishq ho gaya ishq ishq