Saj Dhaj Ke Main To Doli Chadhungi Lyrics
saj dhaj ke mai to doli chadhungi apne piya ki 
  sato janam me sakhi mai to rahungi apne piya ki 

  sapna ye mera sakar hoga sapna ye mera sakar hoga
  naino me rango ka tyohar hoga 

  hoga vo to sabse nirala sabse nirala 
  mere sune man ka ujala man ka ujala 
  byakul hai ab naina ye mere naina ye mere 
  dekhu mukhda vo bhola bhala vo bhola bhala
  jivan me mere bas pyar hoga jo vo kahenge svikar hoga 
  saj dhaj ke mai to doli chadhungi apne piya ki 
  sato janam me sakhi mai to rahungi apne piya ki 
  
  sasu ji ka dil jit lungi dil jit lungi 
  nandi ko mai bahana kahungi bahana kahungi 
  honge kitne pyare sasur ji pyare sasur ji
  beti banke seva karungi seva karungi 
  khushiyo ka vo sansar hoga prem hi mera singar hoga 