Meri Tujhse Hai Shiqayat Lyrics

meri tujhse shikaayat hai meri tujhse shikaayat hai are dono jaha waale ujaada kyu chaman mera are o aasma waale meri tujhse shikaayat hai are dono jaha waale ujaada kyu chaman mera are o aasma waale meri tujhse shikaayat hai are dono jaha waale gulzaar mera sajaya, jhonka hawa ka kaisa ye aaya charo taraf ab gam ka dhuaan hai rasta na sujhe, tu hi dikha ja tu hi dikha ja, tu hi dikha ja meri tujhse shikaayat hai are dono jaha waale ujaada kyu chaman mera are o aasma waale meri tujhse shikaayat hai are dono jaha waale dhundhu kaha unhe ye to bata de maalik mujhko rasta dikha de hun main pareshaan jaaun kidhar mushkil ko meri aasaan bana de aasaan bana de, aasaan bana de meri tujhse shikaayat hai are dono jaha waale ujaada kyu chaman mera are o aasma waale meri tujhse shikaayat hai are dono jaha waale aawaaz uski mujhko suna de jaan me meri jaan ko la de jab main jaanu tera karishma bichhade hue dil fir se mila de fir se mila de, fir se mila de meri tujhse shikaayat hai are dono jaha waale ujaada kyu chaman mera are o aasma waale meri tujhse shikaayat hai are dono jaha waale are dono jaha waale are dono jaha waale are dono jaha waale