Pawan Basanti Bahne Lagi Lyrics
pawan basanti bahne lagi man madhuban se kahne lagi pawan basanti bahne lagi man madhuban se kahne lagi khushbu churaye mahake nazare pyar ka mausam layi bahar pawan basanti bahne lagi man madhuban se kahne lagi khushbu churaye mahake nazare pyar ka mausam layi bahar pawan basanti bahne lagi man madhuban se kahne lagi kaliyo ke tarano pe bhanwre gungunate hai pyasi sans ki vina ke sur ko chhed jate hai kaliyo ke tarano pe bhanwre gungunate hai pyasi sans ki vina ke sur ko chhed jate hai koyal git gati hai duniya ko sunati hai khoyi dhadkano me prit ki sargam jagati hai ujde chaman me aaj nahi kal sath khilenge phul hajar pawan basanti bahne lagi man madhuban se kahne lagi khushbu churaye mahake nazare pyar ka mausam layi bahar o pawan basanti bahne lagi man madhuban se kahne lagi naino ke kharondo me sapno ka basera hai gam ki rat ke pichhe ummido ka sawera hai naino ke kharondo me sapno ka basera hai gam ki rat ke pichhe ummido ka sawera hai andar ke parinde to pinjara tod jate hai khushiyo ke darkhsto se wo nata jod jate hai jaldi milegi manjil teri aise na rahi himmat har pawan basanti bahne lagi man madhuban se kahne lagi khushbu churaye mahake nazare pyar ka mausam layi bahar pawan basanti bahne lagi man madhuban se kahne lagi