Kisi Gul Ki Ye Kismat Hai Ke Vo Sehare Me Sajta Hai Lyrics
kisi gul ki ye kismat hai ke vo sehre me sajta hai kisi ko koi apne yar ki turbat pe rakhata hai ek se phool gulistan me khila karte hai fir bhi har phool ki takdir juda hoti hai fir bhi har phool ki takdir juda hoti hai ek se chehre ek se chehre haye ek se chehre yaha sabko mila karte hai fir bhi har chehre ki tasver juda hoti hai fir bhi har chehre ki tasver juda hoti hai kafas me band hai koi to koi ashiyane me to koi ashiyane me nahi dekha koi azad humne is zamane me to hamne is zamane me jise bhi humne dekha paresha hal dekha garaj ke har jagah pe bicha ek jaal dekha ek si kaid me sab log jiya karte hai fir bhi har kaidi ki zanjeer juda hoti hai ek se phool ek se phool gulistan me khila karte hai fir bhi har phool ki takdir juda hoti hai fir bhi har phool ki takdir juda hoti hai yahi sab ki kahani hai yahi sab ka fasana hai yahi sab ka fasana hai koi dolat ka hai ashiq koi shohrat ka diwana hai koi shohrat ka diwana hai ese hasrat hai koi use arman koi tamannao se khali nahi insan koi ek se khwab nigaho me basa karte hai fir bhi har khwab ki tabir juda hoti hai ek se phool ek se phool ek se phool ek se phool gulistan me khila karte hai fir bhi har phool ki takdir juda hoti hai fir bhi har phool ki takdir juda hoti hai fir bhi har phool ki takdir juda hoti hai fir bhi har phool ki