Chidhiya Bole Chun Chun Lyrics
chidiya bole chun chun chun
bhawra bole gun gun gun
maina kahe meri sun
jiwan ek nagina hai
haste gate jina hai
ye jindagi char din
pyar hamara na tute
sath hamara na chhute
chidiya bole chun chun chun
bhawra bole gun gun gun
maina kahe meri sun
nadiya kahti bahta ja
bahna hi to teri jindagi hai
nadiya kahti bahta ja
bahna hi to teri jindagi hai
bagiya kahti khilta ja
khilna hi to phulo ki hasi hai
patjhad kahta ujad gaye to
phir se milenge mil ke rahenge
chidiya bole chun chun chun
bhawra bole gun gun gun
maina kahe meri sun
jiwan me ek nagina hai
haste gate jina hai
ye jindagi char din
pyar hamara na tute
sath hamara na chhute
Lyrics typed by : Hanshu Malik