Badra Chhaye Lyrics

badra chhaye neel gagan pe sawan ki ritu aayi badra chhaye neel gagan pe sawan ki ritu aayi birhan ke man aag lagayi birhan ke man aag lagayi dharti ki pyas bujhayi badra chhaye neel gagan pe sawan ki ritu aayi naache mor papiha gaaye ruthe piya ki yaad laye naache mor papiha gaaye ruthe piya ki yaad laye paas nahi harjai preetam paas nahi harjai preetam tan ko chhuye purwayi badra chhaye neel gagan pe sawan ki ritu aayi aaya sawan aaye na saajan chhat pe khadi khadi bhige birhan aaya sawan aaye na saajan chhat pe khadi khadi bhige birhan raahe tak tak thak gayi ankhiya raahe tak tak thak gayi ankhiya yu hi umar bitayi badra chhaye neel gagan pe sawan ki ritu aayi bijli ke dar se lipti piya se pahli yaad na jaye jiya se bijli ke dar se lipti piya se pahli yaad na jaye jiya se tanha man ko aur daraye tanha man ko aur daraye yaado ki shehnai badra chhaye neel gagan pe sawan ki ritu aayi birhan ke man aag lagayi birhan ke man aag lagayi dharti ki pyas bujhayi badra chhaye neel gagan pe sawan ki ritu aayi