Har Ghadi Dekha Karu Lyrics

har ghadi dekha karu, wo khwaab pyaara aap hain har ghadi dekha karu, wo khwaab pyaara aap hain meri zindagi hain ek lahar, jiska kinaara aapa hain har ghadi dekha karu, wo khwaab pyaara aap hain wo khwaab pyaara aap hain aapko kajal bana kar rakh liyaa palko tale aapko kajal bana kar rakh liyaa palko tale aap bindiyaa ban ke mere maathe pe chamka kare aaina hain aap mera, aap hi shringaar hain aap ki baaho me mere, pyaar ki duniyaa pale ye najar karti hain naaz, jinka najaara aap hain jinka najaara aap hain aapka har dukh sahenge, saare gam apnaayenge aapka har dukh sahenge, saare gam apnaayenge jo khushi na aapki ho, wo khushi thukraayenge mere sanso ki rawaani aapke hi dam se hain aapse hokar juda, ek pal na ham rah paayenge dil mere sine me hain, dil ka sahara aap hain dil mere sine me hain, dil ka sahara aap hain meri zindagi hain ek lahar, jiska kinaara aapa hain har ghadi dekha karu, wo khwaab pyaara aap hain wo khwaab pyaara aap hain, wo khwaab pyaara aap hain wo khwaab pyaara aap hain