Dil Gane Laga (Female) Lyrics
?dil gane laga lehrane laga
  mujhe aaye teri yaad 
  dil hua bekarar ab aaja tu sajna
  dil gane laga lehrane laga
  mujhe aaye teri yaad 
  dil hua bekarar ab aaja tu sajna
  dil gane laga lehrane laga
  
  khwabo ki basti me yaado ke mele hain
  aa jana aa bhi jana kab se hum akele hain
  khwabo ki basti me yaado ke mele hain
  aa jana aa bhi jana kab se hum akele hain
  
  mujhe aankho me chhupa le 
  mujhe sine se laga le
  ab aaja tu sajna
  dil gane laga lehrane laga
                            
                            
                        