Shehar Ki Galiyo Me Lyrics
shehar ki galiyo me charcha hai aam sathi naya dhunda tune aaj sawere akhbar me likhi ye kahani sari tu kisi ki baho me thi kal se ninde churake hamari shehar ki galiyo me charcha hai aam sathi mila mujhko mera akhbar me kya nahi ye pada kal ki hasin rat sari tum rat bhar meri baho me the na baho me mai thi tumhari mr nihal yu mat nikal bolo piya roye jiya bolo bolo piya roye jiya roko ye barsate rone ki ye bate maine shararat ye ki thi kar do mujhe maf tum janejaa kasam hai tumhe to mere pyar ki pehle rulate ho phir to manate ho ye kya saza hai tumhari agar pyar hai to satate ho kyo sanam ye tumhari aadat hai buri you are my life kal hogi wife chup na raho kuch to kaho dekho chup na raho kuch to kaho mujhko lagi pyari ye bat tumhari to shadi ka kab hai irada jab tum kahogi banuga mai dulha ye wada mera aaj tumse raha ho jayege sapne sach sare apne jis din chadugi mai doli itna tumhe pyar mai to karunga ke bhulogi babul ki tum to gali shehar ki galiyo me charche honge aam pagal ho sara zamana puchho agar bat kuch bhi is dil ki is jaha ne banaya fasana sachi mohabbat hamari hai ye duniya ne to aakhir ye mana duniya ne to aakhir ye mana