Ankho Se Teri Sanam Kaisa Isara Hua Lyrics
kesa isara ye kesa isara, kesa isara ye kesa isara
  kesa isara ye kesa isara
  ankho se teri sanam kesa isara hua
  ankho se teri sanam kesa isara hua
  ham to rahe bekhabar par dil tumhara hua
  ankho se teri sanam kesa isara hua
  ankho se teri sanam kesa isara hua
  ham to rahe bekhabar par dil tumhara hua
  
  sine me dil tha mera jane kaha kho gaya
  ye tune kya kar diya ye mujhko kya ho gaya
  sine me dil tha mera jane kaha kho gaya
  ye tune kya kar diya ye mujhko kya ho gaya
  ye tune kya kar diya ye mujhko kya ho gaya
  mai hu wafa ki lahar
  mai hu wafa ki lahar or tu kinara hua
  ham to rahe bekhabar par dil tumhara hua
  
  chuke tumhe kahu tum ab meri jan ho
  lagta hai jese ke ye sadiyo ki pahchan ho
  chuke tumhe kahu tum ab meri jan ho
  lagta hai jese ke ye sadiyo ki pahchan ho
  lagta hai jese ke ye sadiyo ki pahchan ho
  ye pyar tera mujhe
  ye pyar tera mujhe ab jaa se pyara hua
  ham to rahe bekhabar par dil tumhara hua
  ankho se teri sanam kesa isara hua
  ankho se teri sanam kesa isara hua
  ham to rahe bekhabar par dil tumhara hua
                            
                            
                        