Aaj Pehli Baar Dil Ki Baat Ki Hai Lyrics
ab tak mai chup rahta hai tujhse kuch nahi kahta tha
  kabse dil diwana tha khud se bhi begana tha
  hamne kayi bar mulakat ki hai
  aaj pahli baar dil ki baat ki hai
  aaj pahli baar dil ki baat ki hai
  ab tak mai chup rahti hai tujhse kuch nahi kahti thi
  kabse mai diwani thi khud se bhi begani thi
  hamne kayi bar mulakat ki hai
  aaj pahli baar dil ki bat ki hai
  aaj pahli baar dil ki bat ki hai
  
  kyu mili thi najar se najar mai tujhe pyar karne laga tha
  kyu mili thi najar se najar mai tujhe pyar karne laga tha
  mera saudai dil bekhabar kin adao pe marne laga tha
  raze dil chupata tha kuch na bol pata hai
  in bahke nazaro se kah du chand sitaro se
  maine wafa tere sath ki hai
  aaj pahli baar dil ki bat ki hai
  aaj pahli baar dil ki bat ki hai
  
  chori chori mere humsafar khwab tere sajane lagi thi
  chori chori mere humsafar khwab tere sajane lagi thi
  sari dunia ko mai bhul ke tere najdik aane lagi thi
  wo jo saaz dil ki thi tere naam gujarti thi
  teri yaad satati thi mujhko nind na aati thi
  puch na basar kaise rat ki hai
  aaj pahli baar dil ki bat ki hai
  aaj pahli baar dil ki bat ki hai
  
  ab tak mai chup rahta hai tujhse kuch nahi kahta tha
  kabse mai diwani thi khud se bhi begani thi
  hamne kayi bar mulakat ki hai
  aaj pahli baar dil ki bat ki hai
  aaj pahli baar dil ki bat ki hai
                            
                            
                        