Na Too Jamin Key Liye Lyrics
na tu jamin ke liye hai na asman ke liye

tera wajud hai tera wajud hai ab dastan ke liye

palat ke suye chuman dekhne se kya hoga
palat ke suye chuman dekhne se kya hoga
woh shakh hi na rahi jo thi ashian ke liye
na tu jamin ke liye hai na asman ke liye
garaj parast jahan me wafa talash na kar

ye sheh bani thi kisi dusere jahan ke liye