Woh Koi Aaya Lachak Uthi Kaya Ke Dil Mera Bas Me Nahi, Sarmau Na Aakh Balkhau Lyrics

wo koi aaya lachak uthi kaya ki dil mera bas me nahi wo koi aaya lachak uthi kaya ki dil mera bas me nahi sharamau lakh bal khau ki jaise par bina mai udti jau ki dil mera bas me nahi wo koi aaya lachak uthi kaya ki dil mera bas me nahi sharamau lakh bal khau ki jaise par bina mai udti jau ki dil mera bas me nahi wo koi aaya lachak uthi kaya ki dil mera bas me nahi jiske liye jindgi phul chunti thi jiske liye mai sada khwab bunti thi rato ko mai dhadkane jiski sunti thi aaya wo murade liye jadu bhare wade liye nachu machal kar gau ki dil mera bas me nahi wo koi aaya lachak uthi kaya ki dil mera bas me nahi moti bharu aaj main apne balo me taro ke lau jag uthe naram galo me aaya hai din aaj ka kitne salo me sochu to lahak uthu phulo si mahak uthu nachu machal kar gau ke dil mera bas me nahi wo koi aaya lachak uthi kaya ke dil mera bas me nahi sharamau lakh bal khau ke jaise par bina mai udti jau ki dil mera bas me nahi wo koi aaya lachak uthi kaya ki dil mera bas me nahi