Darwaza Khulaa Rakhna Lyrics
bhule huye rishto ki zanjeer hilaunga darwaza khula rakhna bhule huye rishto ki zanjeer hilaunga darwaza khula rakhna main laut ke aaunga, aawaz lagaunga darwaza khula rakhna bhule huye rishto ki zanjeer hilaunga darwaza khula rakhna har khaab adhura hain, har baat adhuri hain ek raat ki doori hain har khaab adhura hain, har baat adhuri hain ek raat ki doori hain, ek raat ki doori hain main raat ke dhalte hi shamo ko jalaunga darwaza khula rakhna main laut ke aaunga, aawaz lagaunga darwaza khula rakhna duniya ko batau kya tu meri mohabbat hain, tu meri ibadat hain duniya ko batau kya tu meri mohabbat hain, tu meri ibadat hain tu meri ibadat hain main phir teri chaukhat pe sajdo ko sajaunga darwaza khula rakhna main laut ke aaunga, aawaz lagaunga darwaza khula rakhna is ajanbi duniya mein tu jaan hain rashid ki pehchaan hain rashid ki is ajanbi duniya mein tu jaan hain rashid ki pehchaan hain rashid ki pehchaan hain rashid ki main kaun hu aur kyaa hu kis kis ko battaunga darwaza khula rakhna main laut ke aaunga, aawaz lagaunga darwaza khula rakhna bhule huye rishto ki zanjeer hilaunga darwaza khula rakhna darwaza khula rakhna