Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya Lyrics

aaj hamne sabak wo pad dala jisko dunia kitab kahti hai or ek aisa kam kar dala jisko dunia hisab kahti hai kabhi kuch khoya kabhi kuch paya kabhi kuch khoya kabhi kuch paya kabhi kuch khoya kabhi kuch paya jab paa liya khush ho gaye jab kho diya dil ro diya isi khone pane ka nam jindagi hai bina khoye paye nakam jindagi hai kabhi kuch khoya kabhi kuch paya kabhi kuch khoya kabhi kuch paya jab paa liya khush ho gaye jab kho diya dil ro diya isi khone pane ka nam jindagi hai bina khoye paye nakam jindagi hai kabhi kuch khoya kabhi kuch paya kabhi kuch khoya kabhi kuch paya jamane ne jo kuch bhi hamkodiya sarakho pe hamne use rakh liya kabhi ye na socha bura ke bhala sada khush rahe sab yahi hai dua wohi hame kata jo hamne tha boya jab paa liya khush ho gaye jab kho diya dil ro diya isi khone pane ka nam jindagi hai bina khoye paye nakam jindagi hai kabhi kuch khoya kabhi kuch paya kabhi kuch khoya kabhi kuch paya mera hamsafar bhi kahi kho gaya batao bhala ham kare bhi to kya koi hamse ake jara sikhle hai mar mar ke jine me kaisa maja wohi hame kata jo hamne tha boya jab paa liya khush ho gaye jab kho diya dil ro diya isi khone pane ka nam jindagi hai bina khoye paye nakam jindagi hai kabhi kuch khoya kabhi kuch paya kabhi kuch khoya kabhi kuch paya hame jindagi ki najar lag gayi nahi jine ki ab koi hasrat rahi ham apne labo se likhenge kabhi wohi dasta likh saka na koi wohi hame kata jo hamne tha boya jab paa liya khush ho gaye jab kho diya dil ro diya isi khone pane ka nam jindagi hai bina khoye paye nakam jindagi hai kabhi kuch khoya kabhi kuch paya kabhi kuch khoya kabhi kuch paya