Aadat Chhuda Du Janab Ki Lyrics
cheej kitani kharaab peete ho, mere hote sharaab pite ho 
  aadat chhuda du janaab ki, main ban jaau botal sharaab ki 
  main ban jaau botal sharaab ki 
  aadat chhuda du janaab ki, main ban jaau botal sharaab ki 
  main ban jaau botal sharaab ki 
  
  main aag hu ye to hain dhuaa, isme nasha hai lekin kahaa
  main aag hu ye to hain dhuaa, isme nasha hai lekin kahaa
  ho masti ye mere shabaab ki 
  main ban jaau botal sharaab ki 
  main ban jaau botal sharaab ki 
  aadat chhuda du janaab ki, main ban jaau botal sharaab ki 
  main ban jaau botal sharaab ki 
  
  meri najar se jo pi loge tum, meri najar se jo pi loge tum 
  saari umar yaad rakhoge tum, saari umar yaad rakhoge tum 
  ho haalat wo hogi janaab ki 
  main ban jaau botal sharaab ki 
  main ban jaau botal sharaab ki 
  aadat chhuda du janaab ki, main ban jaau botal sharaab ki 
  hay main ban jaau botal sharaab ki 
  
  meri jubaa se sun loge jo tum, mari jubaa se sun loge jo tum 
  apni jubaa se kahoge ye tum, apni jubaa se kahoge ye tum
  ho jo baat ki laajawaab thi 
  main ban jaau botal sharaab ki 
  main ban jaau botal sharaab ki 
  aadat chhuda du janaab ki, main ban jaau botal sharaab ki 
  main ban jaau botal sharaab ki 
  hay main ban jaau botal sharaab ki
                            
                            
                        