Aa Raha Hai Maza Teri Baahon Mein Lyrics
aa raha hai maza teri baaho me chha raha hai nasha meri nigaho me meri aarzu bhi ho tum, meri zindagi bhi ho tum jaane ada suno tum zara mere dil ki sada aa raha hai maza teri baaho me chha raha hai nasha meri nigaho me meri aarzu bhi ho tum, meri zindagi bhi ho tum jaane ada suno tum zara mere dil ki sada aa raha hai maza teri baaho me chha raha hai nasha meri nigaho me kabhi yaha kabhi waha kaise main kahu hai dard kaha kabhi yaha kabhi waha kaise main kahu hai dard kaha kahi jalan kahi chubhan bujhati nahi saanso ki agan zara paas aa mujhko chain aayega aa raha hai maza teri baaho me chha raha hai nasha meri nigaho me meri aarzu bhi ho tum, meri zindagi bhi ho tum jaane ada suno tum zara mere dil ki sada aa raha hai maza teri baaho me chha raha hai nasha meri nigaho me jawa jawa ye hasi sama jane kaisi ye pyaas jagi jawa jawa ye hasi sama jane kaisi ye pyaas jagi kya bebasi kya bekhudi saare tan me hai aag lagi ye pyar dil ko kitna tadapayega aa raha hai maza teri baaho me chha raha hai nasha meri nigaho me meri aarzu bhi ho tum, meri zindagi bhi ho tum jaane ada suno tum zara mere dil ki sada aa raha hai maza teri baaho me chha raha hai nasha meri nigaho me meri aarzu bhi ho tum, meri zindagi bhi ho tum jaane ada suno tum zara mere dil ki sada mere dil ki sada, ha mere dil ki sada mere dil ki sada