Pinjara Banaya Chandi Ka Lyrics

dariya me tairti batken batken are ha batken mujhko haathi najar aate punchh utha ke dekha to aaya hai mahina saawan ka pinjara banawali chaandi ka taala lagawali sone ka pinjara banwaya chaandi ka taala mangwaya sone ka pinjara banwaya chaandi ka taala mangwaya sone ka ha aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka pinjara banwaya chaandi ka taala mangwaya sone ka ha aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka pinjara banwaya chaandi ka taala mangwaya sone ka pinjara banwaya chaandi ka taala mangwaya sone ka jaldi se aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka phudak meri maina main pipani bajaaun phudak meri maina main pipani bajaaun aye phudak meri maina main pipani bajaaun phudak meri maina main pipani bajaaun tu gaane pe naache main naachane pe gaaun tu gaane pe naache main naachane pe gaaun phudak meri maina main pipani bajaaun phudak meri maina main pipani bajaaun tu bulbul meri main tota tera tu medhki meri main medhak tera phudak meri maina main pipani bajaaun phudak meri maina main pipani bajaaun pinjara banwaya chaandi ka taala mangwaya sone ka pinjara banwaya chaandi ka taala mangwaya sone ka aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka bich bajariya me sabke smanawa marela more ankhiyaa chhora beyimanawa maarela more ankhiyaa chhora beyimanawa maarela more ankhiyaa siti bajaai ke aankhon se kare batiyaa siti bajaai ke aankhon se kare batiyaa kaise main jaaun dhadkela hai more chhatiyaan kaise main jaaun dhadkela hai more chhatiyaan aisan me hay re sabke samanwa maarela more ankhiya chhora beyibanawa maarela more ankhiya hamka rahiya me baithai ke baiganawa beche jaaye hamka rahiya me baithai ke baiganawa beche jaaye baiganawa beche jaaye raam baiganawa beche jaaye tora bail hai adiya sariya mora bail hai tej re tora bail hai adiya sariya mora bail hai tej are more bail pe hoke sawar ho goriya chal baigan ke khet hamke rahiya me baithai ke baiganawa beche jaaye baiganawa beche jaaye raam baiganawa beche jaaye raat punam ki bhyi suhagan chaand ka mukhda chum ke nind se chowk papiha bola kya mora piya se milana jhum ke mora piya se milana jhum ke ji mora piya se milana jhum ke ji mora piya se milana jhum ke pinjara banawali chaandi ka taala lagawali sone ka pinjara banwaya chaandi ka taala mangwaya sone ka pinjara banwaya chaandi ka taala mangwaya sone ka aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka