Om Shaanti Om Lyrics
om shanti om shanti om om shanti om shanti om tere is jaha se kahan pyaar kho gaya tere is jaha se kahan pyaar kho gaya kal tha insaan kya, aaj kya ho gaya tere is jaha se kahan pyaar kho gaya dil pyaar ka hai mandir, ye mandir ghar hai tera lau pyaar ki bujhe to sansaar ho andhera dil pyaar ka hai mandir, ye mandir ghar hai tera lau pyaar ki bujhe to sansaar ho andhera ye pyar mar gaya to, insaan mar gaya tere is jaha se kahan pyaar kho gaya har aadmi ka dushman ab aadmi yaha hai patthar ke log saare, patthar ka jaha hai har aadmi ka dushman ab aadmi yaha hai patthar ke log saare, patthar ka jaha hai parchhaiyon se apni insaan dar gaya tere is jaha se kahan pyaar kho gaya duniya hai yahi duniya to fir duniya ko aag laga de fir khol tisri aankh apni dharti ke paap jala de ya dilo me insaano ke fir vo soya pyar jaga de haiwaaniyat ki had se insaan gujar gaya tere is jaha se kahan pyaar kho gaya kal tha insaan kya, aaj kya ho gaya tere is jaha se kahan pyaar kho gaya shanti shanti om shanti shanti om shanti shanti om shanti shanti shanti om shanti shanti om shanti shanti om shanti