Parbat Se Neeche Gira Du Lyrics
parbat se niche gira du jinda hi tujhko jala du meri hukumat jo ho jaaye sooli pe tujhko chadha du bijali ka khamba tu jitna hai lamba tu utni hi akal chhoti bheje me bhara hai bhusa kya apni surat tu na dikha are ja ja ae hey logo mai kaam kya tera jungle me bakriyaa chara he dedh fut ki chhokri kachre ki tokri bechu to na bike e e e parbat se niche gira du jinda hi tujhko jala du bheje me bhara hai bhusa kya apni surat tu na dikha hey heere si aankhe hum nikalenge are mala gale ki hum bana lenge hotho ki hasi hum chura lenge gaalo ko seb jaisa kha lenge heere si aankhe hum nikalenge are mala gale ki hum bana lenge hotho ki hasi hum chura lenge gaalo ko seb jaisa kha lenge seene se takiya bna lenge bister kamar ka bichha lenge aage na badhana yaar ye hai mera shikaar mujhko pura chaahiye he parbat se niche gira du jinda hi tujhko jala du he meri hukumat jo ho jaaye sooli pe tujhko chadha du bijali ka khamba tu jitna hai lamba tu utni hi akal chhoti he parbat se niche gira du jinda hi tujhko jala du he meri hukumat jo ho jaaye sooli pe tujhko chadha du daam to iske hum chukaayenge naukraani isko hum banayenge aakhiri boli hum lagayenge dil ki raani isko banaayenge daam to iske hum chukaayenge naukraani isko hum banayenge aakhiri boli hum lagayenge dil ki raani isko banaayenge raste raste par hum nachaayenge raasta sa isko hum banaayenge karna nahi neelam aayegi mere kaam meri gulaami kare he bheje me bhusa bhara tujhme akal nahi jara logo mai kaam kya tera jungle me bakriyaa chara dedh fut ki chhokri kachre ki tokri bechu to na bike bijali ka khamba tu jitna hai lamba tu utni hi akal chhoti dedh fut ki chhokri kachre ki tokri bechu to na bike bijali ka khamba tu jitna hai lamba tu utni hi akal chhoti