Ek Baar Pyaar Ka (Duet) Lyrics
ek pyar ka nagma hain maujo ki rawani hain 

  jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain 

  ek pyar ka nagma hain
  kuch pakar khona hain kuch khokar pana hain
  jivan ka matlab to aana aur jana hain 
  do pal ke jivan se ek umar churani hain 
  jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain 
  ek pyar ka nagma hain
  
  tu dhaar hain nadiyan ki main tera kinara hun 
  tu mera sahara hain main tera sahara hun 
  aankhon ka samundar hain aashaon ka pani hain 

  tufan ko aana hain aakar chale jana hain 
  baadal hain ye kuch pal ka sagar ka dhal jana hain 
  parchhaiyaan rah jati rah jati nishani hain 
  jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain 
  ek pyar ka nagma hain
  ek pyar ka nagma hain yaadon ki rawani hain 
  jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain 
  ek pyar ka nagma hain
  jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain 
  
  tu dhaar hain nadiyan ki main tera kinara hun 
  tu mera sahara hain main tera sahara hun 
  aankhon ka samundar hain aashaon ka pani hain 
  jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain 
  ek pyar ka nagma hain
  jo dil ko tasalli de wo saaj utha lao
  dam ghutne se pahle hi aawaz utha lao 
  khushiyon ka tarang hai ashkon ki jabani hain 
  jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain 
  ek pyar ka nagma hain
  jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain 
  ek pyar ka nagma hain
  ek pyar ka nagma hain maujo ki rawani hain 
  jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain 
  ek pyar ka nagma hain maujo ki rawani hain 
  jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain 
  ek pyar ka nagma hain
  
  main tera kinara hun tu mera sahara hain
  main tera sahara hun  
  aankhon ka samundar hain aashaon ka pani hain 
  jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain 
  ek pyar ka nagma hain
  kuch pakar khona hain kuch khokar pana hain
  jivan ka matlab to aana aur jana hain 
  is baat ka rona hain har chiz tufani hain
  jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain 
  ek pyar ka nagma hain
  ek pyar ka nagma hain maujo ki rawani hain 
  jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain 
  ek pyar ka nagma hain maujo ki rawani hain 
  jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain 
  ek pyar ka nagma hai