Ek Taj Mahal Dil Me Lyrics
ek tajmahal dil me har koi hai chupaye 
  ek tajmahal dil me har koi hai chupaye 
  koi to bana paye koi to bana paye koi na bana paye 
  ek tajmahal dil me har koi hai chupaye 
  
  mumtaj nahi hai tu na mai koi shahansha 
  mumtaj nahi hai tu na mai koi shahansha 
  karta hu phir bhi dava mai tujhko chahne ka 
  khwabo ki meri malika mere dil ki tu hi rani 
  tu chahe jo karunga tere liye kurbani 
  tarikh me kurbani tarikh me kurbani 
  chahe na likhi jaye 
  ek tajmahal dil me har koi hai chupaye 
  
  patthar ki vo imarat jamuna me jiska saya 
  patthar ki vo imarat jamuna me jiska saya 
  maine dil ki imarat ko tere nur se sajaya 
  mai aankh banke dekhu hardam teri adaye 
  kya shahjaha se kam hogi meri wafaye
                            
                            
                        