Ek Deewani Kamsin Si Lyrics
pyar ki pehli wo nazar har duaao ka wo asar pyar ki pehli wo nazar har duaao ka wo asar bhig jaye sanse bhi maujo ki aisi wo lahar lahro ki jawani kamsin si haay kamsin si ek diwani kamsin si ek jawani kamsin si bholi si nazuk si uski kahani kamsin si ek diwani kamsin si uff ke rukhsar ki wo laali falak ke mathe ki hai wo bindiya uff ke rukhsar ki wo laali falak ke mathe ki hai wo bindiya mahandi mausam ke hatho ki chand pe aankho ki nindiya raat ki aisi rani kamsin si kamsin si ek diwani kamsin si ek jawani kamsin si bholi si nazuk si uski kahani kamsin si ek diwani kamsin si