Dekhna Jazbe Mohabbat Ka Asar Aaj Ki Raat Lyrics
dekhna jazbe mohabbat ka asar, aaj ki raat dekhna jazbe mohabbat ka asar, aaj ki raat mere shane pe hai us shaukh ka sar, aaj ki raat noor hi noor hai, kis simate uthau aankhe noor hi noor hai, kis simate uthau aankhe husn hi husn hai, taahte najar aaj ki raat husn hi husn hai nagma o may ka, ye tufane tarab kya kahna nagma o may ka, ye tufane tarab kya kahna mera ghar ban gaya khyaam ka ghar, aaj ki raat mera ghar ban gaya khyaam ka ghar, aaj ki raat dekhna jazbe mohabbat ka asar, aaj ki raat mere shane pe hai us shaukh ka sar, aaj ki raat narigse naaz me, wo nind ka halka sa khumar narigse naaz me, wo nind ka halka sa khumar wo mere nagma e shiri ka basar, aaj ki raat wo mere nagma e shiri ka basar, aaj ki raat dekhna jazbe mohabbat ka asar, aaj ki raat mere shane pe hai us shaukh ka sar, aaj ki raat