Shayer E Fitrat Hu Lyrics

shayar e fitrat hu main jab fikr farmata hu main ruh bankar zarre zarre me sama jata hu main ruh bankar zarre zarre me sama jata hu main teri mahfil tere jalwe fir takaja kya juru teri mahfil tere jalwe fir takaja kya juru le utha jata hu jalim le chala jata hu main le utha jata hu jalim le chala jata hu main hay ri majbooriya karte mohbbat ke liye hay ri majbooriya karte mohbbat ke liye mujhko samjhate hain wo aur unko samjhata hu main mujhko samjhate hain wo aur unko samjhata hu main ek dil hai aur tufane hawa jis e jiagar ek dil hai aur tufane hawa jis e jiagar ek shishsa hai ki har pathar se takrata hu main ek shishsa hai ki har pathar se takrata hu main