Wapas Kar Do Meri Nind Lyrics
wapas kar do meri nind wapas kar do mera karar mujhe nahi karna hai pyar tauba meri, tauba meri, tauba ab kya ho sakta hai yaar ab to karna padega pyar teer najar ka ho gaya paar tauba meri, tauba meri, tauba meri, tauba wapas kar do meri nind ho ye jo dil ka sauda hai ye jo dil ka sauda hai bas ek baar ye hota hai ye jo dil ka sauda hai bas ek baar ye hota hai bas ek baar ye hota hai wapas le lo apna dil wapas kar do mera dil mujhe nahi banna dildar tauba meri, tauba meri, tauba wapas kar do meri nind dil ko jara machalne do dil ko jara machalne do ye arman nikalne do dil ko jara machalne do ye arman nikalne do ye arman nikalne do niklenge dil ke arman sath me niklegi ye jaan main mahi marne ko taiyar tauba meri, tauba meri o wapas kar do meri nind accha to phir aaj ke baad accha to phir aaj ke baad na milna, na karna yaad accha to phir aaj ke baad na milna, na karna yaad na milna, na karna yaad tujhko gussa aaya to aaya mujhe gusse pe pyar dil yu dhadka pahli baar tauba meri, tauba meri tauba meri, tauba meri wapas kar do meri nind wapas kar do mera karar mujhe nahi karna hai pyar tauba meri, tauba meri tauba meri, tauba meri ab kya ho sakta hai yaar ab to karna padega pyar teer najar ka ho gaya paar tauba meri, tauba meri, tauba meri, tauba