Pyar Chhupta Nahi Lyrics

ghar ke sare khidkiya aur darwaze kar lo band o phir bhi aa jaati hai logo ko iski sugandh ghar ke sare khidkiya aur darwaze kar lo band phir bhi aa jaati hai logo ko iski sugandh pyar chhupta nahi hai chhupane se pyar chhupta nahi hai chhupane se aag bujhti nahi ye bujhane se baliya, sathiya pyar chhupta nahi hai chhupane se pyar chhupta nahi hai chhupane se aag bujhti nahi ye bujhane se baliya, sathiya khali kagaj, band lifafa, koi pata na naam o o phir bhi kar deta hai ye dil walo ko badnaam khali kagaj, band lifafa, koi pata na naam phir bhi kar deta hai ye dil walo ko badnaam raaz chhupta nahi ye chhupane se raaz chhupta nahi ye chhupane se aag bujhti nahi ye bujhane se baliya, sathiya pyar chhupta nahi hai chhupane se aag bujhti nahi ye bujhane se baliya, sathiya dilbar dil me yu aata hai jaise ghar me chor o o pakdi jaati hai ye chori mach jata hai shor dilbar dil me yu aata hai jaise ghar me chor pakdi jaati hai ye chori mach jata hai shor baat dabti nahi ye dabane se baat dabti nahi ye dabane se aag bujhti nahi ye bujhane se baliya, sathiya pyar chhupta nahi hai chhupane se aag bujhti nahi ye bujhane se baliya, sathiya pyar to sare log tabhi to kahte hai beteer o o kuch mat puchho kya hota hai jab lagta hai teer pyar to sare log tabhi to kahte hai beteer kuch mat puchho kya hota hai jab lagta hai teer dard jata nahi jaan jane se dard jata nahi jaan jane se aag bujhti nahi ye bujhane se baliya, sathiya pyar chhupta nahi hai chhupane se aag bujhti nahi ye bujhane se baliya, sathiya neele peele ho jate hai sare badan ke ang o o bhule se lag jata hai jab in par prem ka rang neele peele ho jate hai sare badan ke ang bhule se lag jata hai jab in par prem ka rang daag mitte nahi phir mitane se daag mitte nahi phir mitane se aag bujhti nahi ye bujhane se baliya, sathiya pyar chhupta nahi hai chhupane se pyar chhupta nahi hai chhupane se aag bujhti nahi ye bujhane se baliya, sathiya