Kisi Ne Bhi To Na Dekha Nigah Bharke Mujhe Lyrics
ye aarju thi ke haskar koyi mila hota kahi to humse kisi ka dil aashana hota kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe sabha bhi layi na koyi payam apno ka sabha bhi layi na koyi payam apno ka suna rahi hai fasane idhar udhar ke mujhe gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe maf kijiye, jo mai ajnabi hu mehfil me maf kijiye, jo mai ajnabi hu mehfil me ke raste nahi malum is nagar ke mujhe gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe wo dard hai ke jise seh saku na keh pau wo dard hai ke jise seh saku na keh pau milega chain to ab jaan se gujarke mujhe gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe nigah bharke mujhe, nigah bharke mujhe