Muskil Me Hai Kaun Kisi Ka Samjho Is Raaz Ko Lyrics

muskil me hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaz do muskil me hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaz do muskil me hai kaun kisi ka samjho is raaz ko aur nahi to kam se kam itni to taklif karo logo ki tarifo me kabhi apni bhi tarif karo sabse to tum khush ho apne aap se kyu naraz ho muskil me hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaz do muskil me hai kaun kisi ka samjho is raaz ko jine ka na shauk rahe to kya rakha hai jine me jine ka na shauk rahe to kya rakha hai jine me ek kaidi ki tarah pada hai kab se ye dil sine me pinjare ka darwaja todo panchhi ko parwaz do muskil me hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaz do muskil me hai kaun kisi ka samjho is raaz ko jaago hosh me aao phir se josh me aao jaago hosh me aao phir se josh me aao khun bahe nas nas me bebas man ho bas me band labo ko kholo aankho se kuch bolo chehra khali khali na gussa na gaali bolo mere janu mai kaise tumhe pahchanu ye julfo ka saya ye palko ki chhaya ye bharpur jawani pyar ki rut mastani ye naino ke jhule tum ye sab kuch bhule yaad karo tum apna tuta sundar sapna tukda tukda jodo ye mayusi chodo khel ye hans kar khelo hath me hath ye lelo tum balwan nahi ho par bejaan nahi ho meri kasam uthao pahla kadam uthao sathi sath badhe hai sab taiyar khade hai sathi sath badhe hai sab taiyar khade hai bina lade mat haro dushman ko lalkaro bina lade mat haro dushman ko lalkaro geet purane gaao chedo dil ke saaz ko geet purane gaao chedo dil ke saaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaz do geet purane gaao chedo dil ke saaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaz do geet purane gaao chedo dil ke saaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaz do geet purane gaao chedo dil ke saaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaz do