Humnashin Dilrubaa Janeman Janeja Lyrics
humnashin dilruba janeman janeja
  humnashin dilruba janeman janeja
  hamane tumhi se hai pyar kiya
  hamane tumhi se hai pyar kiya
  shokh dil hamsafar, hum fida aap par 
  shokh dil hamsafar, hum fida aap par 
  hamane tumhi se hai pyar kiya
  hamane tumhi se hai pyar kiya
  humnashin dilruba janeman janeja
  
  o janejana jara paas aana ke dil hai deewana tumhare liye
  o janejana jara paas aana ke dil hai deewana tumhare liye  
  dil ka fasana labon ka tarana yeh mausam suhana tumhare liye
  ho aise mein na tum kahi bhi door jaana
  shokh dil hamsafar, hum fida aap par
  shokh dil hamsafar, hum fida aap par
  hamane tumhi se hai pyar kiya
  hamane tumhi se hai pyar kiya
  humnashin dilruba janeman janeja
  
  khaabon ki rani hasi jindagani, haseena deewani jara paas aa 
  khabon ki rani hasi jindagani, haseena deewani jara paas aa 
  pyasi nigahe, mohabbat ki bahein
  sanam tujhako chaahe gale se laga
  bekhudi mein hum sama hai aashiqana
  humnashin dilruba janeman janeja
  shokh dil hamsafar, hum fida aap par
  hamane tumhi se hai pyar kiya 
  hamane tumhi se hai pyar kiya 
  humnashin dilruba janeman janeja
                            
                            
                        