Aaye Barati Mehman, Ke Behana Meri Lyrics
aaye barati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai
  aaye barati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai
  pure huye hai armaan main jaau kurbaan
  ke behana meri dulhan bani hai
  aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai
  
  woh dekho aaya hai shaadi ka joda
  isko sambhaalo yeh naajuk hai thoda
  jode pe jaau kurbaan, ke behana meri dulhan bani hai
  jode pe jaau kurbaan, ke behana meri dulhan bani hai
  pure huye hai armaan main jaau kurbaan
  ke behana meri dulhan bani hai
  aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai
  
  dulhe ke sar pe phulon ka sehara
  phulon ki ladiyon mein resham sunehara
  sehare pe jaau kurbaan, ke behana meri dulhan bani hai
  sehare pe jaau kurbaan, ke behana meri dulhan bani hai
  pure huye hai armaan main jaau kurbaan
  ke behana meri dulhan bani hai
  aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai
  
  behana ke haatho mein mehandi ki laali
  laali ki rangat na kam honewaali
  laali pe jaau kurbaan, ke behana meri dulhan bani hai
  laali pe jaau kurbaan, ke behana meri dulhan bani hai
  pure huye hai armaan main jaau kurbaan
  ke behana meri dulhan bani hai
  aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai
                            
                            
                        