Sharminda Jis Se Chand Hai Lyrics

sharminda jisse chand hai suraj hai gahan me aisa hasin phul hai ek mere chaman me ek mere chaman me sharminda jisse chand hai suraj hai gahan me aisa hasin phul hai ek mere chaman me ek mere chaman me jalwo se jiske roshni taro ko mili hai jalwo se jiske roshni taro ko mili hai shada bhi jiske dam se baharo ko mili hai baharo ko mili hai rahta hu magan mai to sada uski lagan me aisa hasin phul hai ek mere chaman me ek mere chaman me mai jab bhi uski baho pe sar rakh ke so gaya mai jab bhi uski baho pe sar rakh ke so gaya dunia ke ranjo gam se bahut dur ho gaya bahut dur ho gaya mahsus hua chain mujhe gam ki chubhan me aisa hasin phul hai ek mere chaman me ek mere chaman me mahbube zindagi hai wo taswir pyar ki mahbube zindagi hai wo taswir pyar ki payi hai mere khwabo ne taabir pyar ki taabir pyar ki chahat ke sare rang mile meri dulhan me aisa hasin phul hai ek mere chaman me ek mere chaman me sharminda jisse chand hai suraj hai gahan me aisa hasin phul hai ek mere chaman me ek mere chaman me ek mere chaman me