Admi Zindagi Aur Ye Aatma Dhundhte Hai Sabhi Tujhko (Ii) Lyrics

aadami jindagi aur ye aatama aadami jindagi aur ye aatama dhundhate hai sabhi tujhko parmaatma ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma aadami jindagi aur ye aatama aadami jindagi aur ye aatama dhundhate hai sabhi tujhko parmaatma ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma aaj ke din main aakash se gir pada pahle chhota sa tha, ho gaya ab bada aaj ke din main aakash se gir pada pahle chhota sa tha, ho gaya ab bada waqt raha nahi ek jagah pe khada chalta rahta hai ye umar ka kaafila aadami jindagi aur ye aatama aadami jindagi aur ye aatama dhundhate hai sabhi tujhko parmaatma ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma ek ghar me bhi har ek se hai alag dekhte hai alag sochate hai alag ek ghar me bhi har ek se hai alag dekhte hai alag sochate hai alag hum alag kyu na ho, hum bane hai alag pyaar dekar kiya par hame ek saath aadami jindagi aur ye aatama aadami jindagi aur ye aatama dhundhate hai sabhi tujhko parmaatma ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma