Vishwatma Lyrics
is brahmaan ka ek ansh hain ye sansaar ye dharti ye dhara ye prithvi isme jivan daata, paalan karta aur sangharkarta ko bhagvaan, ishwar, parmaatma ya vishwatma kehte hain par hamari ye kahani us ishwar ya bhagwan ki nahi is vishv me aayi un aatmao ki hain jo parmaatma ka ek ansh hain aur vo ansh jivaatma ka rup lekar dharti par aata hain to manushy kehlaata hain jo manushy apne jivan ke uddeshy ko apne lakshy ko nahi jaanta aur us tak nahi pahuch paata vo ek saadharan insaan ban kar reh jaata hain lekin jis insaan ko apne lakshy aur uddeshy ka gyan ho jaata hain aur usko paane ke liye vo apne jivan aur mrityu ko koi mahattav nahi deta vo aatma ek saadharan manushy se uncha uth kar ban jaati hain vishwatma vishwatma vishwatma jis insaan ko apne lakshy aur uddeshy ka gyan ho jaata hain aur usko paane ke liye vo apne jivan aur mrityu ko koi mahattav nahi deta vo aatma ek saadharan manushy se uncha uth kar ban jaati hain vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma