Khatma Aakhir Mohabbat Ka Fasana Lyrics
khatam aakhir ye mohabbat ka fasana ho gaya
  heer ki doli gayi ranjha diwana ho gaya
  duniya ne mera sab kuch chhina
  duniya ne mera sab kuch chhina
  nahi jeena mujhe mar jana hai
  mil gaya khuda bhi duniya se
  bas ye shikwa kar jana hai
  nahi jeena mujhe mar jana hai
  duniya ne mera sab kuch chhina
  nahi jeena mujhe mar jana hai
  
  main suraj chand sitaro ko
  mitti me aaj mila deta
  main suraj chand sitaro ko
  mitti me aaj mila deta
  ye mere bas me hota to
  duniya ko aag laga deta
  itni bedard ye duniya hai
  kaisa bedard zamana hai
  nahi jeena mujhe mar jana hai
  duniya ne mera sab kuch chhina
  nahi jeena mujhe mar jana hai
  
  sajde to karunga main tujhko
  par koi dua nahi manunga
  sajde to karunga main tujhko
  par koi dua nahi manunga
  bas aaj ke baad main kuch tujhse
  ae mere khuda nahi manunga
  agar daman yaar ka chhut gaya
  ab mera kaun thikana hai
  nahi jeena mujhe mar jana hai
  duniya ne mera sab kuch chhina
  nahi jeena mujhe mar jana hai
  mil gaya khuda bhi duniya se
  bas ye shikwa kar jana hai
  nahi jeena mujhe mar jana hai
  nahi jeena mujhe mar jana hai
  nahi jeena mujhe mar jana hai